Sensor Shabd ka matlab hota hai ki Kisi bhi data ko change karna aata to mahsus ya pata karna sensor Ek aisa upkaran hai jo Prakriti mein bhautik vatavaran se input Jaise Gati dabav tapman Prakash Garmi Navmi ityadi Ka Pata karta hai aur uska output ke roop Mein Jawab Deta Hai aamtaur per output signal data human radiable display ke roop Mein ya electrical signal Mein sensor aur parivartit hota hai jo electric device display per manushya dwara Dekha vah padha Ja sakta hai dusre shabdon Mein Dekhen to sensor Ek aisa upkaran hota hai jo Bahari vatavaran Se aaspaas Ke Kshetra mein maujud kisi bhi bhautik Vastu ki upsthiti ka pata lagakar Uske bare mein Jankari Deta Hai bajaron Mein vibhinn Prakar ke sensor uplabdh Hain Jinka upyog Prakash Gati tapman chumbkiya Kshetra gurutvakarshan aadrata Navmi compan dabav Vidyut Kshetra dhvni aur Bahari vatavaran ke Anya bhautik vastuon Ka Pata Lagane ke liye Kiya Jata Hai sensor Ka istemal Karke Paryavaran Se Kisi bhi data ki jankari ektra ki jaati hai aur internet aap think ke liye istemal Kiya Jata Hai udaharan Ke Liye vahanon Mein Aise sensor Lage Hote Hain Jo vahanon ke tyre Mein Hawa ki jaanch karte hain Kar Ke automatic darvaje kholna ya band karna light sensor ki madad se headlight ka swachalit Roop se aap Hona aur Engine Ki cooling system ki theek se nigrani karna ityadi Iske alava aapke ghar mein TV ka channel badalne ke liye remote sensor ka istemal Kiya Jata Hai fridge yani refrigerator mein bhi sensor Lage Hote Hain Jo yah light sensor Hota Hai Jab fridge ka darvaja kholte hain tab fridge Ke Andar Ka bol Badal jata hai aur Jaise hi fridge ka darvaja band Karte Hain To fridge ka bhi band ho jata hai
1. Temperature sensor . Yah vibhinn vastuon ka tapman ya vatavaran Mein Hue tapman Mein badlav Ko mapne Ka Karya karta hai iska upyog adhiktar chikitsa motor vahan Aero space computer refrigerator air conditioning system aur Krishi Kshetra Mein Aadi mein kiya jata hai abhi is Samay Koi 19 ki mahamari mein electronic thermometer ka istemal jyadatar Sharir ka tapman check karne ke liye Kiya ja raha hai udaharan Pramukh kapal thermometer resistance temperature detector semiconductor temperature sensor Aadi device hai
2. Infrared sensor isko IR blaster ya remote sensor bhi Kahate Hain Infrared sensor Kisi bhi Vastu Ki Garmi Ko mapta Hai iske sath hi Gati Ka Pata bhi Laga sakta hai IR sensor infrared light ka utsarjan karte hain IR sensor ki madad se smartphone ko remote control ki tarah istemal kar sakte hain udaharan TV Remote Se top box DVD player Kar audio player AC Remote ya Kisi bhi remote se chalne wale electric device Mein Infrared sensor ka istemal Kiya jata hai
1. Light sensor ya Ek photoelectric device Hai yah light energy ko electrical signal Mein Badalta Badalta Hai isliye ise photo sensor bhi Kaha jata hai light sensor ka istemal vistar Roop se solar system automobile Krishi Kshetra mobile phone computer tablet aur security application ityadi mein kiya Jata Hai nimn teen Prakar ki hoti hain
3. Accelo meter sensor yah aisa udaharan hai jo Kisi Vishesh device ya vahan ke Gati tvaran ya veg Ko mapta Hai yah sensor bahut se application ke liye prayog Kiya Jata Hai Jaise Hath ke sare Sher robot niyantrit karna Abhiman Aur missileon Ke Liye nivigation Suvidha vahan tvaran aur turbine roller pankhe compresser pump Jaise aur dusre rotating electronic device hai
4. Pressure sensor isko pressure transducer transmitter ke naam se bhi Jante Hain pressure sensor Hawa gas liquid aur pani ke dabav Ka Pata lagakar controller ko electrical signal pradan Karta Hai pressure sensor Kai Sare system mein prayog kiya Jata Hai Jaise pneumatic hydraulic vacuum system ityadi
0 Comments