External memory microcontroller samanyata Bade system mein jo program memory tatha data memory banae Jaate Hain unke liye vah memory paryapt Nahin Hoti Hai ISI Prakar ke problems ko Dur karne ke liye external memory ko connect Kiya Jata Hai external memory ke connection ke liye Kuchh parallel ports data BOS tatha adress Boss Ki Tarah use ki Jaati Hai is Prakar ke external memory ko connect Karke micro controller ki parallel input output capability ko reduce Kiya Jata Hai Ek external memory connection ke sath micro control ko Chitra Mein darshaya gaya hai address lines tatha data line se ek external light tatha Ale signal dwara Multiplex tatha separate kar di Jaati Hai is Prakar external light tatha Ali signal dwara avashyakta anusar adress tatha data lines ko micro controller se Joda ya alag Kiya Ja sakta hai is Prakar Ek microcontroller Ek embedded device Ki Tarah external memory ke sath effectivali Karya kar sakta hai
1 Comments
Have a nice post
ReplyDelete